Uttan Manori MT Al Jafzia Ship mein copper pipe chori ki koshish ke dauran dhamaka ya gas leak hone ki aashanka hai. 4 logon ki maut hui, jabki police aur agencies ne investigation shuru kar di hai.